Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNadeem - Shravan
HomeNadeem - Shravan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab haal e dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil jab haal e dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil dil to deewaana hai maine jaana hai isliye to tumhen dilbar maana hai yun dil ko kisi ke tarsaana achchhi baat nahin sachche premi ko tadpaana achchhi baat nahin main na dekhun jab talak tujhko na chain paati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil ye ishq nahin aasaan bas itna samajh leeje ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai ishq waale kisi aag se na daren pyaar ki raah mein mar ke bhi woh chalen chahe kuchh bhi ab ho jaaye tere pyaar mein hai pyaar bina rakha bhi kya is sansaar mein tu yaad aaye jis ghadi mujhko main daudi aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil jab haal e dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main
yeh din yeh mahine saal guzar jaayenge mere yaar magar itna rakhna khayaal jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kasam se jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye yeh din yeh mahine saal guzar jaayenge mere yaar magar itna rakhna khayaal jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kasam se jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye ab kabhi na kam ho beqaraari apni yun hi badhti jaaye ye khumaari apni mujhko dhadkano mein tum chhupa ke rakhna chaahtaon ko dil se tum laga ke rakhna muhabbat mein saara jahaan kare chaahe laakhon sawaal magar itna rakhna khayaal jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kasam se jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kaisi bhi ho raahein saath saath chalna chahe badle mausam tum nahin badalna tera mera naata ab kabhi na tute saanson ka yeh bandhan ab kabhi na chhoote mile hum ko ghum ya khushi chaahe kuchh bhi ho apna haal magar itna rakhna khayaal jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kasam se jeena sirf mere liye jeena sirf
ho ho ho ho ho ho ho o ho oh oh ho aa aa jeeta tha jiske liye jiske liye marta tha jeeta tha jiske liye jiske liye marta tha ik aisi ladki thi jisse main pyaar karta tha ik aisi ladki thi jisse main pyaar karta tha jeeta tha jiske liye jiske liye marta tha ik aisi ladki thi jisse main pyaar karta tha ik aisi ladki thi jisse main pyaar karta tha kitni mohabbat hai mere dil mein kaise dikhaon usse kaise dikhaon usse deewaanagi ne paagal kiyaa hai kaise bataaon usse kaise bataaon usse mitane se bhi na mitegi meri daastaan ik aisi ladki thi jisse main pyaar karta tha ik aisi ladki thi jisse main pyaar karta tha ho ho ho ho ho ho ho o o aa aa aa ha ha ho o o mere nazar mein mere jigar mein tasveer hai yaar ki tasveer hai yaar ki meri khushi kiyaa ye zindagi kiyaa saugaat hai pyaar ki saugaat hai pyaar ki ussi ke liye hai mere to ye donon jahaan ik aisa ladka tha jise main pyaar karti thi ik aisa ladka tha jise main pyaar karti thi jeeti thi jiske liye jiske liye marti
jeeyen to jeeyen kaise bin aapke jeeyen to jeeyen kaise bin aapke lagta nahin dil kahin bin aapke jeeyen to jeeyen kaise bin aapke jeeyen to jeeyen kaise bin aapke kaise kahoon bina tere zindagi ye kya hogi kaise kahoon bina tere zindagi ye kya hogi jaise koi sazaa koi baduaa hogi jaise koi sazaa koi baduaa hogi maine kiya hai ye faislaa jeena nahin hai tere bina jeeyen to jeeyen kaise bin aapke jeeyen to jeeyen kaise bin aapke lagta nahin dil kahin bin aapke jeeyen to jeeyen kaise bin aapke jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
jo tumhen chaahe usko satana achhi baat nahin jo tumhen chaahe usko satana achhi baat nahin dilwale ka dil tod jana achhi baat nahin jo tumhen chaahe usko satana achhi baat nahin achhi baat nahin jaan e jigar ho jaan e wafa ho kis baat pe tum itni khafa ho jaan e jigar ho jaan e wafa ho kis baat pe tum itni khafa ho aake gale se mujhko lagao aise mujhe na tum aazmao nazarein mila ke nazarein churana achhi baat nahin dilwale ka dil tod jana achhi baat nahin jo tumhen chaahe usko satana achhi baat nahin achhi baat nahin achhi baat nahin achhi baat nahin hoho hoho apne deewane ka insaaf kar do huyi gar khata toh mujhe maaf kar do apne deewane ka insaaf kar do huyi gar khata toh mujhe maaf kar do meri wafa se na aise khelo chaho agar toh meri jaan le lo chaahat mein aise dil ko jalana achhi baat nahin dilwale ka dil tod jana achhi baat nahin jo tumhen chaahe usko satana achhi baat nahin achhi baat nahin achhi baat nahin achhi baat nahin achhi baat nahin achhi baat
aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa kaash tum mujhse ek baar kaho tumko mujhse pyaar ho gaya kaash tum mujhse ek baar kaho tumko mujhse pyaar ho gaya waade wafaa iqraar karo tumko mujhse pyaar ho gaya kaash tum mujhse ek baar kaho tumko mujhse pyaar ho gaya waade wafaa iqraar karo tumko mujhse pyaar ho gaya kuchh bhi kahaa nahin jaaye aaa aaa aaa dard saha nahin jaaye aaa aaa aaa hoke juda jaane adaa ab to raha nahin jaaye hoo maane na dil deewana aaa aaa aaa jalta rahe parwaana aaa aaa aaa maine to ki tum se wafaa tumne nahin pehchaana kaash tum mujhse ek baar kaho jeena sanam dushwaar ho gaya waade wafaa iqraar karo tumko mujhse pyaar ho gaya honthon pe ghum ke taraane aaa aaa aaa ashkon mein doobe fasaane aaa aaa aaa tanhaaiyaan chaaron taraf aao mujhe behlaane hoo saanson ki shamma bhujha doon aaa aaa aaa kaise tumhen main bhoola doon aaa aaa aaa jo aks hai dil pe mere kaise usse main mita doon kaash tum mujhse ek baar kaho mushkil bada intezaar ho gaya kaash
kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi jeeti baazi haar gaye hum jeeti baazi haar gaye hum kismat hi kuchh aisi thi kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi jeeti baazi haar gaye hum jeeti baazi haar gaye hum kismat hi kuchh aisi thi kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi koi na samjhe koi na jaane kaisi ye majboori hai paas hai ek dooje ke kitne phir bhi kitni doori hai aankhon mein aansoo ki hain kadare honthon pe khaamoshi hai hans na sake hum ro na sake hain haalat hi kuchh aisi thi jeeti baazi haar gaye hum kismat hi kuchh aisi thi kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi ek taraf hai pyaar ka daaman ek taraf hai farz mera soch raha hoon kaise chukaaun ae zindgaani karz tera dekho zara kis mod pe laaye ye zaalim haalaat hamen hum ko mili na tum ko mili wo chaahat hi kuchh aisi thi hum ko mili na tum ko mili wo chaahat hi kuchh aisi thi jeeti
jab naa maana dil deewana kalam utha ke jaane jaana khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha jab naa maana dil deewana kalam utha ke jaane jaana khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha kaagaz ke iss tukde ko tum dil samjh lena kaagaz ke iss tukde ko tum dil samjh lena jahaan boond giri ho siyaahi ki use til samajh lena yaadon mein doob ke kaagaz ko choom ke pyaar ka tujhko salaam likha haal e dil tamaam likha haal e dil tamaam likha jab naa maana dil deewana kalam utha ke jaane jaana khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha maine dil se laakh kaha ke itna tadapna thik nahin maine dil se laakh kaha ke itna tadapna thik nahin aise kisi ke pyaar mein paagal tera machalna thik nahin dil bola majboori hai khat likhna zaroori hai dil hua tera gulaam likha haal e dil tamaam likha haal e dil
khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge ab to tumhen sanam hum naa bhulaayenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge ab to tumhen sanam hum naa bhulaayenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge gawaahi apni muhabbat kiiiii denge zameen aasmaan kisi din teri hi chaahat meinnnnn chhodenge dono jahaan jab tak hain saansen jab tak hai dam khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge ab to tumhen sanam hum naa bhulaayenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge kuchh bhi kar le ye duniyaaaaa ab pyaar hoga naa kam kabhi na honge juda tum seeee seh lenge saare sitam chaahe khushi ho chaahe ho ghum khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge ab to tumhen sanam hum naa bhulaayenge khate
kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di tanhaiyaan thi har soo khaamosh tha ye manzar tanhaiyaan thi har soo khaamosh tha ye manzar thehra hua tha meri betaabi ka samandar betaabi ka samandar maujon ko aa ke chheda hulchul koi macha di maujon ko aa ke chheda hulchul koi macha di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di aayi nahin bahaaren bas tha khizaa ka mausam aayi nahin bahaaren bas tha khizaa ka mausam shaamen bhujhi bhujhi thi
ho hoooo ho ho ho hooo hey heyyyy aa aa aa aa ho hooooo ho ho hoooo hey heyyyy aaaa haaa haaa haaa kitna haseen chehra kitni pyaari aankhen kitna haseen chehra kitni pyaari aankhen kitni pyaari aankhen hain aankhon se chhalaktaa pyaar kudrat ne banayaa hoga fursat se tujhe mere yaar kudrat ne banayaa hoga fursat se tujhe mere yaar kitna haseen chehra kitni pyaari aankhen kitna haseen chehra kitni pyaari aankhen kitni pyaari aankhen hain aankhon se chhalaktaa pyaar kudrat ne banayaa hoga fursat se tujhe mere yaar kudrat ne banayaa hoga fursat se tujhe mere yaar teri nazar jhuke to shaam dhale jo uthe nazar to subaho chale teri nazar jhuke to shaam dhale jo uthe nazar to subaho chale tu hanse to kaliyaan khil jaayen tujhe dekh ke hoor bhi sharmaayen teri bikhari bikhari zulfen teri mehki mehki saansen teri koyal jaisi boli teri meethi meethi baaten jee chaahe mera main yunhin tera karta rahoon deedar kudrat ne banayaa hoga fursat se tujhe mere yaar kudrat ne banayaa
kitna sukun kitna aaraam hai kitna sukun kitna aaraam hai paas mein tum ho aur haathon mein jaam hai shaayad meri zindagi ki sabse haseen ye shaam hai kitna sukun kitna aaraam hai paas mein tum ho aur haathon mein jaam hai shaayad meri zindagi ki sabse haseen ye shaam hai kitna sukun kitna aaraam hai keh raha hai ye dil bekhudi mein sanam aur kya chaahiye zindagi mein sanam keh raha hai ye dil bekhudi mein sanam aur kya chaahiye zindagi mein sanam aashiquie ka nashaa aise jaata nahin tumko dekhe bina chain aata nahin kaise zinda rahoon inn honthon pe sirf tumhaara naam hai paas mein tum ho aur haathon mein jaam hai shaayad meri zindagi ki sabse haseen ye shaam hai kitna sukun kitna aaraam hai dilruba hai kiya maine ye faisla ab to jeena nahin hai tumhaare sivaa dilruba hai kiya maine ye faisla ab to jeena nahin hai tumhaare sivaa thoda paagal hoon main thoda deewana hoon bas tumhaara hoon main sabse begaana hoon aur kya main kahoon ishq tera meri chaahat ka inaam
kitni bechain ho ke tumse miliiii kitni bechain ho ke tumse miliiii tumko kya thi khabar thi main kitni akeli haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan kitna bechain ho ke tumse milaaaaa kitna bechain ho ke tumse milaaaaa tumko kya thi khabar tha main kitna akela haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan ke kitni muhabbat hai tumseeee zara paas aa ke to dekho kya aag hai dhadkanon mein gale se lagaa ke to dekho bataayi naa jaaye zubaan se ye haalat mere jismon jaan ko tumhaari hai chaahat kitna bechain ho ke tumse milaaaaa kitna bechain ho ke jo hai darmiyaan ek pardaa ise jaaneman ab hataa den yahi faaslen keh rahe hain chalo dooriyon ko mitaa den naa koi tamanna hai naa koi hasrat mujhe to sanam hai tumhaari zarurat kitna bechain ho ke tumse milaaaaa kitna bechain ho ke tumse milaaaaa tumko kya thi khabar tha
koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane begaane lage apne aur apne lage begaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane kya hai milna kya bichhadna khel sab taqdeer ke ek hoke kyun hain lagte rang do tasveer ke waqt badle badle chehre kab ho kya kisko pata ye hi duniyaan ki reet hai koi maane ya na maane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane muskurahat ki lehar mein aansuon ki pyaas hai door dil se dil ki dhadkan phir bhi aas paas hai kya wafaa kya bewafaayi raaz ye jaane hain hum koi karta nahin jaan ke hoti hai khata anjaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane begaane lage apne aur apne lage begaane koi kya pehchaane jiska ghum wohi jaane
koi na koi chaahiye pyaar karne waala koi na koi chaahiye pyaar karne waala koi na koi chaahiyeeee hum pe marne waala dil o jaan lutaayenge hum to usi pal saath mein bitaayenge shaam o saher shaam o saher mere yaara koi na koi chaahiye pyaar karne waala pyaar karne waala koi na koi chaahiyeeee hum pe marne waala hum pe marne waala us chaand ke tukde ko seene se laga loonga us reshmi mukhde ko aankhon mein chhupa loonga us chaand ke tukde ko seene se laga loonga us reshmi mukhde ko aankhon mein chhupa loonga deewana mujhsa na milega usko is zameen se leke saare aasmaan tak koi na koi chaahiye pyaar karne waala koi na koi chaahiiye hum pe marne waala hum pe marne waala na meri koi manzil na mera hai thikaana maine to yaaro seekha kaanton se dil lagaana na meri koi manzil na mera hai thikaana maine to yaaro seekha kaanton se dil lagaana ulfat ka main deewana hoon duniya se main begaana baahon mein aasmaan hai kadmon mein hai zamaana koi na koi chaahiye pyaar karne
aye hey lala lala lala lala lala laaa laaa aye hey lala lala lala lala lala laaa laaa badi udaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee badi udaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee ik talaash hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee aayega mujhpe bhi pyaar kisi ko mujhko to hai ye aitbaar hoga mera bhi intezaar kisi ko sach keh raha hoon mere yaar aise na paagal machal dil deewane sambhal aise na paagal machal dil deewane sambhal badhawaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee ik talaash hai zindagi lala lala lala lala la koi to saathi chaahiyeeee yaadon mein koi din raat sataaye tanhaa kate naa ye safar kitna mujhe wo bechain banaaye usko nahin hai khabar bas mera naa chale uss ko laga loon gale bas mera naa chale uss ko laga loon gale ek pyaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee ik talaash hai zindagi lala lala lala lala la koi to saathi chaahiyeeee badi udaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee ik talaash hai zindagi lala lala lala lala la
maine soch liya maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karunga tum se hi pyaar maine soch liya hooo maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karungi tum se hi pyaar maine soch liya haan maine soch liya haay maine soch liya bus kuchh din ki ye judaai hai bus kuchh din ki yeh doori hai phir har mausam milne ka hai phir har lamha sindoori hai kya haal bataaun is dil ka main tumse kuchh na keh paaun itna bechain kiya tumne ek pal bhi door na reh paun maine soch liya haan maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karungi tum se hi pyaar maine soch liya haan maine soch liya haan maine soch liya honton se maine kuchh na kaha bin bole sab kuchh bol diya tere chahat ka nazrana tune mujhko be mol kiya na to aisi rang raliyaan thi na to aisi rutt aayi thi tumse milne se pehle to mere jeewan mein tanhayi thi maine soch liya haan maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karunga tum se hi pyaar maine soch liya haan maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karungi tum se hi
Masoom Chehra
mauka milega to hum bata denge mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam dil apna cheer ke hum dikha denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam waad e wafa pe tu kar le yakeen aa paas jaan e bahaar ho waad e wafa pe tu kar le yakeen aa paas jaan e bahaar sachhi mohabbat ussi ko kahen maane kabhi jo na haar aa meri baahon mein dil ki panahon mein keh de jo hai kahna mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam dil apna cheer ke hum dikha denge tumhen kitna pyaar karte hain sanam honge tere bade chahane wale aashiq aisa kahan honge tere bade chahane wale aashiq aisa kahaan ishq ki baazi na haarenge aise denge sanam imtehaan hum to deewane hain humko zamane se aur nahin darna mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam dil apna cheer ke hum dikha denge tumhe kitna pyaar
mehfil mein sitaaron ki raat bhar tera zikr hi chalta hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar tera zikr hi chalta hai deedar tera paane ke liye hi chaand nikaltaa hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar tera zikr hi chalta hai deedar tera paane ke liye hi chaand nikaltaa hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar sooraj teri komal kaaya ko kirnon se hi chhoo leta hai sooraj teri komal kaaya ko kirnon se hi chhoo leta hai tere pyaar mein deewana ho kar duniyaa ko ujaala deta hai duniyaa ko ujaala deta hai din bhar tere yauwan ko dekh kar hi wo shaam ko dhalta hai deedar tera paane ke liye hi chaand nikaltaa hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar tera zikr hi chalta hai deedar tera paane ke liye hi chaand nikaltaa hai mehfil mein sitaaron ki raat bhar gun gun gun saagar ki lehre tere geeton ko gaati hain gun gun gun saagar ki lehre tere geeton ko gaati hain san san san hawaayen saaton suron mein nagmein tere dohraati hai nagmein tere dohraati hai har gul gulshan mein naam tera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Haal e dil Tumse Kehne Ko Salaami (1994) 04:53 40046
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Roshini Jaffery, Ayub Khan
Duration : 04:53   Song Number : 40046   

Jeena Sirf Mere Liye Jeena Sirf Merre Liye (2002) 05:37 11802
 
Poster of Jeena Sirf Merre Liye (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Tusshar Kapoor
Duration : 05:37   Song Number : 11802   

Jeeta Tha Jiske Liye Dilwale (1994) 07:25 31026
 
Poster of Dilwale (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Raveena Tandon
Duration : 07:25   Song Number : 31026   

Jeeyen To Jeeyen Kaise Saajan (1991) 03:29 18620
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 03:29   Song Number : 18620   

Jo Tumhen Chaahe Usko Dilwale (1994) 05:28 32671
 
Poster of Dilwale (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Raveena Tandon
Duration : 05:28   Song Number : 32671   

Kaash Tum Mujhse Ek Baar Aatish (1994) 07:33 18765
 
Poster of Aatish (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt
Duration : 07:33   Song Number : 18765   

Kar Na Sake Hum Pyaar Kal Ki Awaz (1992) 04:58 13499
 
Poster of Kal Ki Awaz (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amrita Singh
Duration : 04:58   Song Number : 13499   

Khat Maine Tere Naam Bekhudi (1992) 06:16 12877
 
Poster of Bekhudi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Kamal Sadanah, Kajol
Duration : 06:16   Song Number : 12877   

Khate Hain Hum Kasam Aatish (1994) 06:53 18762
 
Poster of Aatish (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Raveena Tandon
Duration : 06:53   Song Number : 18762   

Kisi Meharbaan Ne Aa ke Kal Ki Awaz (1992) 05:50 13500
 
Poster of Kal Ki Awaz (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amrita Singh
Duration : 05:50   Song Number : 13500   

Kitna Haseen Chehra Dilwale (1994) 05:55 18722
 
Poster of Dilwale (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Ajay Devgan
Duration : 05:55   Song Number : 18722   

Kitna Sukun Kitna Aaraam Saajan Ki Baahon Mein (1995) 06:11 18780
 
Poster of Saajan Ki Baahon Mein (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 06:11   Song Number : 18780   

Kitni Bechain Ho ke Kasoor (2001) 07:21 20788
 
Poster of Kasoor (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Lisa Ray, Aftab Shivdasani
Duration : 07:21   Song Number : 20788   

Koi Kya Pehchaane Saajan Ki Baahon Mein (1995) 04:46 38731
 
Poster of Saajan Ki Baahon Mein (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Rishi Kapoor
Duration : 04:46   Song Number : 38731   

Koi Na Koi Chahiye Deewana (1992) 06:26 37365
 
Poster of Deewana (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan
Duration : 06:26   Song Number : 37365   

Koi To Saathi Chaahiye Kasoor (2001) 05:28 20797
 
Poster of Kasoor (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Apoorva Agnihotri, Lisa Ray
Duration : 05:28   Song Number : 20797   

Maine Soch Liya Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004) 04:18 36800
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Dia Mirza
Duration : 04:18   Song Number : 36800   

Masoom Chehra Ansh (The Deadly Part) (2002) 05:17 39086
 
Poster of Ansh (The Deadly Part) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Shama Sikander, Abbas Ali
Duration : 05:17   Song Number : 39086   

Mauka Milega To Hum Dilwale (1994) 05:28 32702
 
Poster of Dilwale (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Ajay Devgan, Others
Duration : 05:28   Song Number : 32702   

Mehfil Mein Sitaron Ki Raat Bhar Anokha Andaaz (1995) 05:44 31151
 
Poster of Anokha Andaaz (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Manish Kumar
Duration : 05:44   Song Number : 31151   
Karaoke Songs of nadeem - shravan, Sad Songs of nadeem - shravan, Love Songs of nadeem - shravan, Dance Songs of nadeem - shravan, Hip-hop songs of nadeem - shravan, Best songs of nadeem - shravan, Super hit songs of nadeem - shravan, hit songs of nadeem - shravan, duet songs of nadeem - shravan, solo songs of nadeem - shravan, old songs of nadeem - shravan, famous songs of nadeem - shravan, Hindi Karaoke Songs of nadeem - shravan, Hindi Sad Songs of nadeem - shravan, Hindi Love Songs of nadeem - shravan, Hindi Dance Songs of nadeem - shravan, Hindi Hip-hop songs of nadeem - shravan, best Hindi songs of nadeem - shravan, super hit Hindi songs of nadeem - shravan, hit Hindi songs of nadeem - shravan, duet Hindi songs of nadeem - shravan, solo Hindi songs of nadeem - shravan, old Hindi songs of nadeem - shravan, famous Hindi songs of nadeem - shravan, Sing Along Songs of nadeem - shravan, Sing Along Sad Songs of nadeem - shravan, Sing Along Love Songs of nadeem - shravan, Sing Along Dance Songs of nadeem - shravan, Sing Along Hip-hop songs of nadeem - shravan, Sing Along Best songs of nadeem - shravan, Sing Along Super hit songs of nadeem - shravan, Sing Along hit songs of nadeem - shravan, Sing Along duet songs of nadeem - shravan, Sing Along solo songs of nadeem - shravan, Sing Along old songs of nadeem - shravan, Sing Along famous songs of nadeem - shravan